Jantar mantar Par Bhari Bheed Jama
Delhi: Jantar Mantar par bhari bheed jama hui hai. Logon ki sankhya mein izafa hua hai jahan kai log apni baat rakhne ke liye ikattha hue hain.
Is bheed ke peeche ka mukhya karan spasht h Dharmendra pardhan ka istifa ki maang hai, lekin prashasan ne suraksha vyavasthaen majboot kar rakhi hai or bharat k yuva apni aawaj Ko bulandi k sath utha rahe hain.