Rahagiron ki jamauti bheed mein jaam laga hua Sirsa Tall Chauraha meja prayagraj
Hamesha bheedh ki jamavti hoti hai Sirsa tal Chauraha meja prayagraj 212305 Uttar Pradesh
Hamare mukhymantri Uttar Pradesh ke mananiy Shri Yogi Adityanath Ji ek bar Sirsa ki taraf apna hath Fer dijiye taki Sirsa ka udhar ho jaaye Aaye din Jaan ki samasya khatm Ho jaaye Aaye din rahagiron Ko dikkat ka Samna karna padta hai