Jay Bheem jay bharat Jay samvidhan
Aaj to hum sab unch neech se door hain sab ek saath samaan hai n bo baba sahaab ki hee den h mohd Asif Ali AIMA media jan jan ki awaaz ki taraf se baba sahab ki jayanti ki hardik shubhkamnaye