Flipkart company ke dwara mangaya Gaya marq AC 1.5 tan ka ka 2025 mein kharab ho gaya tha
Marq ac 1.5 tan ka Flipkart ke dwara kharda gaya tha Jo ab kharab ho chuka hai 2025 mein kharab hone ki suchna company ko diya tha aur lagatar deta raha hun parantu uske dwara bheja Gaya technician service charge Le lete Hain aur banate nahin hain ab Main Kya Karun aap log kuchh sujhav den dhanyvad