logo
Select Language
Hindi
Bengali
Tamil
Telugu
Marathi
Gujarati
Kannada
Malayalam
Punjabi
Urdu
Oriya

Kasganj se delhi badaun Bareilly baya moradabad hote huye nayi express

Uttar Pradesh ke district badaun ke block ujhani kotwaali ke sehar ujhani ko railway station se ab yatriyon ko hmare ujhani se bharat sarkar me minister manniy BL verma jee ke behtareen pryaas se kasganj se delhi baaya badaun bareilly ek express train suru ho chuki h jiska ujhani ki janta aur badaun ki janta jitna sukrr adaa kare bo kam h. Delhi ke liye seedhi rail seba suru hone se aam jan aur byapaariyon me aati utsaah h hum sab manniy mantri jee ka dil se dhanyawad dete hain

3
340 views

Comment