2-4-2026
Hanuman Janmotsav
Hanuman Mandiro me umdi bhari bheed.
Aaj Paramveer Hanuman ji ke janamotsab par Hanuman Mandiro me Darshan ke liye lambi lambi kataro me line me lagkar karoro logo ne darshan labh liya.
Hanuman ji keshri evam Mata Anjni ke Putra. Bhagwan shri Ram -mata sita ji ke param bhagat evam doot hai.
Hanuman ji Bhagwan Shankar ji ke Rudravtar hai.
Hanuman ji Bhagwan Shri Ram evam Mata Sita se Amrata ka Aashirwad pakar AMAR hai.