Delhi Me 108 Kanya Pujan Jai Ma Vaishno Devi Dharmik Seva Samiti Ke Dwara Kiya Gaya
Delhi Me 108 Kanya Pujan Jai Ma Vaishno Devi Dharmik Seva Samiti Ke Dwara Kiya Gaya Jise Samaz Sevi Gaurav Arora , Rajender Mishra , Sunil Sharma, Rohtash Aggarwal , Anil Sharma ne Mata Rani Ka Ashirwad Liya Iske Bad Hlawa Chole Ka Prashad Vitran kiya gaya . Shastri Nagar Ward 70 me yeh Pehli Baar Hua hai jab 108 kanyao ka pujan kiya gaya dharmik sanstha ke dwara isme sabse mahtav purn yog dan Rajender Mishra ka raha jo samiti ke pradhan bhi inhone Apne logo ko jagruk karke mata ka ashirwad lene ke liye yeh karya sampann kiya