इंसानियत और भाईचारे की एक खूबसूरत तस्वीर! ❤️
कैराना शाही जामा मस्जिद के इमाम मौलाना ताहिर साहब ने जिला अधिकारी (DM) साहब का शुक्रिया अदा किया। आपसी ता
Kairana ki Shahi Jama Masjid mein Maulana Tahir Sahab aur DM Shamli ke beech ek khush-gawar mulaqat. Maulana Sahab ne DM Sahab ka teh-e-dil se shukriya ada kiya. Jab prashasan (administration) aur awaam ke rehnuma milkar kaam karte hain, tabhi sheher mein aman aur taraqqi aati hai. 🤝❤️
#Kairana #Shamli #MaulanaTahir #DMShamli #Unity #Peace #JamaMasjid #UPPolice