Pakistan ki fir himmakat
Pakistan nahi sudhar sakta kyunki uski manasa hai ki wo jhooth bolega aur bolta hi jayega.Aur Bharat maaf karne ka paksh rakhta hai magar jab shuruwaat kare toh jawab dena uchit bhi hai.Wahan ki janta bhi pakistani sarkar se pareshan hai agar pakistani awaam se pucha Jaye to wo bhi Bharat ke upar bharosa karte hai Baluchi log bhi Bharat ki Sharan chahte hai aur gujarish karte hain