logo

Kushal Janata party ke Karnataka state ke president Bane Harpal Singh AIma media ki taraf se बहुत-बहुत shubhkamnaen

Kushal Janata party ki taraf se Karnataka state ka rajniti mein sudhar karne ke liye Harpal Singh Ji Ne Kushal party ko join kiya aaj se unhone Kushal Janata party ke sath apna rajnitik jivan ki shuruaat ki hai aur unka pakka dradh nishchay hai ki vah Karnataka ki rajniti mein badlav lakar hi aage badhenge Karnataka ki Janata ka hak unko dalva ke rahenge jo ki purani sarkaron Ne Kai salon se daba Rakha Hai

0
0 views