logo

Mahinon se ukhadi sadak nahin de raha Koi Dhyan

Pura Kashinath ,se Shidhir jaane wali sadak per railway crossing ke pass interlocking nical kar gaddha ho gaya hai jisse aane jaane wale yatriyon Ko kafi dikkat ho rahi hai battery riksha paltane ke dar se logon Ne udhar Se aana jana band kar diya hai lekin Kisi ka bhi Dhyan idhar nahin ho raha hai Jo kisi din durghatna ka Karan Ban sakti hai

50
5451 views