Bihar me Chatro ka Chakka jaam, Nitish sarkar ki muskile bahrih..
BPSC ki pariksha radd karne ki mang kai dino se chal rahi Chatro ka sanghars aaj Chakka Jaam tak pahuch gya jis se Nitish Sarkar ki muskile aur barh gayee hai. Chatro ke samartha me, Bihar ka Sansad Pappu Yadav, Tejaswi Yadav, Prashant Kumar jaise kai o ne kiya.
Chatro ka sangharsh ab jor pakar raha hai BPSC exam ko fir se karwane ki maang kar rahe yuwa aaj kai dino se Bihar ki sarko per jujh rahe hai. Moujuda Sarkar ka is per koi asar nahi dikh raha.