logo

Jharkhand Pradesh mein aagami vidhansabha chunav mein rashtriy Samanta dal ne Jharkhand ke 81 vidhansabha Kshetra ke 50 vidhansabha seaton se chunav ladna Tay Kiya hai:---doctor Sudarshan Mehta , Pradesh pravakta Jharkhand

Aagami vidhansabha 2024 ke chunav mein Jharkhand Pradesh ke 50 vidhansabha seaton se rashtriy Samanta dal apna ummedwar khada karne ka nirnay liya hai Jo majbuti se chunav ladenge. Is chunav mein rashtriy Samanta dal aagami Jharkhand Pradesh ki sarkar mein aham bhumika nibhaegi. Rashtriy Samanta dal matdata pension lagu karne awam ek saman anivarya Shiksha niti lagu karna ke mudde per chunav ladegi. Desh ke andar mukhya mudda matdataon ko pension AVN ek saman anivar Shiksha niti ki jarurat hai. Jab Desh ke voteron ke vote se Jeet har Tay hona hai to Desh ke matdataon ke sath itna bada anyay Dhokha Khare aur lizzat ki jindagi kyon jabki apni galti se jita hua candidate agla chunav mein har jata hai vah chahe ward ka ho Panchayat ka ho prakhand ka ho jila ka ho ya MP MLA Ho MLC Ho harne ke bad bhi unhen sab Sukh suvidha aur pension ki vyavastha hai jabki imandari se har EK matdata apna mat ka prayog karta hai FIR iske sath nainsafi kaise. Isliye aisi vyavastha ko rashtriy Samanta dal ek sire se kharij karti hai aur nai vyavastha lagu karna chahti hai aur karegi matdata pension lagu karo nahin to kursi Khali karo ek saman anivarya Shiksha niti lagu karo Varna kursi Khali karo ISI nare ke sath chunav maidan mein taiyari kar Li hai aur majbuti se kamar kar chuki hai. Is bar ke chunav mein ya ab Desh ke andar kisi bhi chunav mein jo matdata pension ki baat Karega ek saman anivarya Shiksha niti ki baat Karega vahi is rajyadesh mein Raj Karega Jay Samanta Jay matdata Jay Bharat

17
1975 views