Saaf Pani ki jagah pi Rahe Ye Pani Ner Chowk Ki Janta.
Kafi samay se ye Pani ki main Supply ki pipe yaha se kharab chal Rahi hai. Kab Pani aata hai to yaha se bahar nikalne lagta hai or jab Pani khatam ho Jata hai to yah saara Pani is pipe main chala jata hai. Department se nivedan hai ki isko check kare.